Dussehra (Vijayadashami)
Clap
Save
Dussehra (Vijayadashami)
Har saal aaana pdta
Haar saal jalna pdta hai
Kyuki
Ravan toh jal jata
Par mann ke ravan ka naash nai hota
Ehsas toh hota hai
Par vinash nai hota
Sadi badli par raavan nai
Koi karodh ka ravan hai toh
Koi moh ka ravan hai
Koi lob ka ravan hai toh
Koi kaamo-wasna ka ravan hai
Aur
Koi anhkar ka ravan hai
Sabke chitt me ek ravaan basta hai
Iss liye har saal aana pdta hai
Har saal jalana pdta hai
Kyuki raavan toh jal jata hai
Par mann ke ravno ka naash nai hota
Ehsas toh hota hai
Par vinash nai hota
Iss liye bolte hai
राम तुम्हारे युग का रावन भी अच्छा था
दस के दस चेहरे सब बाहर रखता था